Kuch to kami hai jo dil ko laga
Chand chupa hai ya gum hai jahan
Musaafir dono the ab ek pata..
Kise ye sunaye ab kya haal mera
Ab kuch to lagta hai tera
Dil tera rehnuma.. maane na
Fitoor ye hai khwab jaisa
Udne laga baadal ye mann mera..
Khwab tera yoon dikha hai
ki tab se mann pe rang tumhara
kis disha mei, Main awaara
Uns naya hai ya dil hai naya
Nadi hum dono hai milenge kahana
Samandar thehra ho jo saath tera
Ab kuch to lagta hai tera
Dil tera rehnuma.. maane na
Fitoor ye hai khwab jaisa
Udne laga baadal ye mann mera..maane na
Tera rehnuma maane na.....