LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Noor E Khuda (feat. Qasim Azhar)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Har su noor hai
Aur hain rab ki razain
Jitni hain sab hi
Hongi maaf khatain
Maula tu
Hi hai zariya mera
Behta rehmat ka hai
Dariya tera
Maula ya sali wa salim dai man abadan
Aala habibi ka khairil khalqi qul lihimi
Sab naam
Ghum hain jismen
Woh naam
Tera hai khudah
Kerdey karam
Hum per bhi
Pyarey nabi
Ka wastah
Bhatka hoa hon men
Tu raah hai maula
Pyasey ko jesey
Boondh ki aik chaha
Hai maula
Teri razahi ho
Har kaam men shaamil
Har pal tera
Ehsaan hai maula
Maula ya sali wa salim dai man abadan
Aala habibi ka khairil khalqi qul lihimi

WRITERS

Qasim Azhar, Haider Ali

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other