Tere aane ke khayal se hi
Sara jaha thamsa jata hain
Saas bhi jaise hain tham gayi
Teri ore khicha ja raha hoon
Dil ki dadhkan mein tu bas gayi
Chandni raatoon mein tera sath ho
Sapno mein sirf teri hi baat ho
Meri duniya tujhse suru hoti
Tujh par hi meri har baat khatam ho
Teri in aankhon mein dekha sara jaha
Tu jo mil jaye mil jaye aasmaan
Main hoon tera aur tu hain meri
Teri muskan meri taqdeer hain
Tere bina rehnaa paunga saas bhi jaise thamsi gayi
Teri ore khicha jaa raha hoon dil ki dadhkan bhi hai tham gayi