Kehne ko baaki raha hai na kuch bhi
Na tu hai na mein hu ye yaadein hai chub ti
Mere din hai Adhoore adhoori ye raatein bhi
Tere aage jo betha hu kyoun tu hai chup si
Yu jo gum ho khayalo mein lagti pari si
Mein dekhu tu lagti hai dil ki lagi si
Tere aansu sawaaru ye palkein bichaadu mein
Jo sunn lo sadayein ab tum mere dil ki
Meri duniya mujh se rooth-i aur mein khud ko na dikhu
Jo kal na mile hum do yaadein sametu mein
Teher ja zara tujhe ko jee bhar ke dekhu mein
Jo lagne lage mera milna hai mushkil sa
Pukaaro toh dil se mein milne aajaun ga
Mohobbat jo kee hai sazaayein bhi sehleingey
Unse jaa ke ye kehdo judaa hum bhi rehleingey
Tere yaado ke baadal na rehne humesha hai
Tanhai ki raton mein ye phir se barsein gey
Meri duniya mujh se rooth-i aur mein khud ko na dikhu
Met a lot of people but nobody feels like you
It's youuuu it's always youuu
If Im ever gonna fall in love