LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Ishq ka dariya

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Ye kehte hai dariya
Hum dubate jaye
Kuch pyaar ki baate
Kuch raaz banaye.
Tu deewani meril
Hum bhi tere ho jaye
Ye kehta ishq hai dariya

Dooba dooba tere peeche teri baato me
Soona soona lage tere bina raato me
Kyu na kyu na tu bhi aaja baaho me
Ya phir yuhi mil ja tu raaho pe
Mere saath chale jo
Manzil tak aa tu
Iss dil ka alag hai
Rehta na kaabu
Madhosh yaha mai
Ya tera jaadu
Mai ho jau tera
Tere naam karadu

Ye kehte hai dariya
Hum dubate jaye
Kuch pyaar ki baate
Kuch raaz banaye.
Tu deewani meril
Hum bhi tere ho jaye
Ye kehta ishq hai dariya

Tune Kaise Kra Jaadu
Mera Khud Pe Raha Nahi Kaabu
Tere Aage Mujhe Dikhta Naa Kuch Bhi
Aisa Tere Main Pyaar Mein Gira Hu
Tere Aankhon Mein Ek Alg Sa Hi Nasha Hai
Jismein Main Doobta Hi Jau
Bhale Tu Ho Kitni Bhi Doooor
Main Tere Pyaar Se Juda Hu
Haa Tere Pyaar Se Juda Hu
Main Tujhmein Fanah Hu
Haa Tere Baaton Pe Fida Hu
Main Tere Hua Hu

WRITERS

Shashwat Rai

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other