Par phir se chahta jaan na
Nasha ye tere ya phir shaam aisi aayi h
Saja du lavzo se tu meri hi likhayi h
Har roz sochu ki phir aaj na likhunga tujhpe
Ishq ki chhavi lage par teri hi parchayi h
Phir kaise na likhu har akshar bhi bulata tujhko
Par aati na h kabhi ye baat dekho baad ki
Kitaab band mai tu kholke bas dekhle har panne me bassi h tu siyahi likhti saadgi
Par phir se chahta jaan na