Machi bhasad na kar habad tabad
Machi bhasad na kar habad tabad
Machi bhasad har taraf rap ka bhoot Chadh
Chuka h sabke khopde mein zyada Bola thopde pe
Dunga behisab karle koi kaam kaj
Aaj kar rha tu rap dekh tera mera gap
Rap karke jana chahta h tu jaha
Tera baap pehle se khada vaha
Check kar tera baap pehle se khada vaha
Haan haan thoda behtar hu is mamle me
Har kisi k bas ki bat ni ye bhi jaan le
Galti se rap tune likh liya
Par jab tak tune gaya bhaadu
Haq lia maine mera kaam karke kaam karke
Ghar pe baithe aram kakre
Than kar k baitha hu khulla muh pe kehta hu
Jaunga main apna kaam karke
Machi bhasad na kar habad tabad
Machi bhasad na kar habad tabad
Hamare yaha aaj bhi bachha bachha
Geeli chantiyan marta hai
Chahe vo thook ho ya paani
Aa to gaya beta jane ka pata nahi
Bhokne se pehle thoda soch to liya kar
Rap rakh jaari khulla shauch na kiya kar
Jhooth paap or gadde me saanp
Ab zyada ki feeling jitni bhi lelo jump
Mai rap karu aisi kardu aisi ki taisi
Hoon aaj kuchh khaas nahi
Par hacker wali chaal dharu
Trend lelo mujhse tum jitna bhi
Joote ke niche dharu kaamiyabi
Macstar yaani main ek star
Tarkhaan bade shikari parivaar yaani macky
Hip hop ki race me ek din
Sab mujhse reh gaye pichhe
Us daud mein main aage niche
Har koi jeetna chah raha hai
Har turram khan zor laga raha hai
Mujhse koi naa aage aa raha hai
Mai raftaar mein kitni jaa raha hai
Ab mera ghoda sabse aaage
Daude jara hai daude jara hai
Machi bhasad na kar habad tabad
Machi bhasad na kar habad tabad