Labon pe jo baatein hai, na roka karo
Kabhi na kabhi to raste mil jayegi humari
Hathon ko thamo mere sath chalo
Andheri raaton mein, hum teri yaadon mein
Sun san raahe hai, pohchade tum tak ye
Haan mere aas paas hai tera ehsaash
Kabhi kabhi hain aankhein num
Kabhi kabhi hai baatein bandh
Andheri raaton mein, hum teri yaadon mein
Sun san raahe hai, pohchade tum tak ye
Haan mere aas paas hai tera ehsaash
Kabhi kabhi hain aankhein num
Kabhi kabhi hai baatein bandh