Jeena Zindagi Hamse Sikho
Jeena Zindagi Hamse Sikho,
Masti Mein Rehte Hai Hum Yaar Mastaane,
Jeena Zindagi Hamse Sikho,
Jaha Ruk Gaye Waha Hai Manjil,
Jo Soch Lena Hai Woh Kar Hi Dena Hai
Ghabraan Mushkil Hai, Masti Ki Sena Hai,
Jeena Zindagi Hamse Sikho,
Apana Khishiyon Se Yaaraana,
Apana Khushi Se Yaaraana,
Apana Khushi Se Yaaraana,
Mushkil Pichhe Hat Jaana,
Hoga, Nahi Hoga, Dekhenge Jo Hoga
Wohi Kiya Humne, Sabne Jisetoka,
Jeena Zindagi Hamse Sikho,
Zindagi, Zindagi, Zindagi, Zindagi Ooh...