Anyay Anyay Jab Nyay Ko Kuchle
Tab Tab Jag Mein Hota Hai
Anyay Anyay Jab Nyay Ko Kuchle
Tab Tab Jag Mein Hota Hai
Prem Pyar Ki Duniya Mein Jab
Atyachar Ke Palde Mein Jab
Neki Or Badi Mein Jab Jab
Nirbal Ki Balwaan Ke Haatho
Tab Tab Jag Mein Hota Hai
Dharam Yudh Dharam Yudh Dharam Yudh
Kisi Ko Khaye Kul Ki Chinta
Or Kisi Ki Najar Mein Koi
Kisi Ka Hasta Gulsan Ujda
Phool Bechara Mila Dhul Mein
Kali Hawas Ki Lo Mein Jali
Insaaf Ka Malik Kate Kise Chhubhota Hai
Tab Tab Jag Mein Hota Hai
Anyay Anyay Jab Nyay Ko Kuchle
Tab Tab Jag Mein Hota Hai