Phir Bhi Hum Tum Milke Rahenge
Phir Bhi Hum Tum Milke Rahenge
Koi Rok Sake To Rok Le Apne Pyar Ko
Bich Mein Duniya Ki Deewar
Bich Mein Duniya Ki Deewar
Phir Bhi Hum Tum Milke Rahenge
Phir Bhi Hum Tum Milke Rahenge
Koi Rok Sake To Rok Le Apne Pyar Ko
Bich Mein Duniya Ki Deewar
Bich Mein Duniya Ki Deewar
Pyar Ka Dusman Hai Sara Jamana
Dil Ka Koi Mol Na Isne Jana
Pyar Ka Dusman Hai Sara Jamana
Dil Ka Koi Mol Na Isne Jana
Mar Kar Bhi Milna Nahi Chodenge
Har Mahfil Mein Hum Ye Kahenge
Koi Rok Sake To Rok Le Apne Pyar Ko
Bich Mein Duniya Ki Deewar
Bich Mein Duniya Ki Deewar
Bahut Bade Hai Aap Uncha Ohda Hai
Aap Ke Har Rishte Mein Ek Sauda Hai
Bahut Bade Hai Aap Uncha Ohda Hai
Aap Ke Har Rishte Mein Ek Sauda Hai
Aap Hire Panno Se Apni Tijori Bharte Hai
Hum Diwane Par Lekin Pyar Pe
Pyar Kiya Hai Pyar Karenge
Koi Rok Sake To Rok Le Apne Pyar Ko
Bich Mein Duniya Ki Deewar
Bich Mein Duniya Ki Deewar
Hai Aisi Daulat Se Nafrat Hai
Duniya Phool Bichhaye Chahe
Kate Bikhere Apni Raho Mein
Phir Bhi Hum Tum Milke Rahenge
Phir Bhi Hum Tum Milke Rahenge
Koi Rok Sake To Rok Le Apne Pyar Ko
Bich Mein Duniya Ki Deewar