Neend kyu naa aati mujhe?
Har pal karoon mehsoos tujhe
Teri yaadon mein kho gaya
Woh jaise ki haq thi meri aur zaroorat bhi
Ek adhoora khwaab tu meri aur hakikat bhi
Sab khaak mein mile jab jawaab naa mile
Baat naa bane toh baat bane woh musibat thi
Unse hui dillagi toh chot mere dil lagi
She's etched into my memory
A broken story makes the best rewrite
Hum bhi nehle pe dehle ke jaise
Raat ki raani, reshmi rang mein rangi reh
Baarish bawri, bewaja naa bandhi reh
Pyaar ki pyaasi, paheliyon mein pali ye
Teri yaadon mein kho gaya
Woh jaise kiss maano kismat mein likhi si thi
Baarish ka mausam tha aur woh paani mein bheegi si thi
She's got a-cute side high degree BT bhi
Ink line(incline) likhe uspe uski smile jaise Priety Z
Jaise plane I'm up on the clouds
Hum naa ruke jaise wrestler, round after round
Khelein character character
Ruler kaun(cone) jab tu don
Chalein date pe jaise pairon ke neeche calendar calendar
Let me be your protractor
Laazmi jab ready us(radius)
Teri Yaadon mein kho gaya
Aadhi kahaani saa ho gaya
Teri Yaadon mein kho gaya
Aadhi kahaani saa ho gaya