Yeh mousam sohana sohana lage
Yeh dil kyun deewana deewana lage
Teri ibadat karne lage hai
Charho pehal tera naam ho
Tumse muhabbat ho gai hai
Satrangi tere ishq mein dooba
Mere labhoon pe zikar tera
Tumse muhhabat ho gai hai
Har aik lamha tuhi tu hai
Yeh qadam khud chal parte hai
Teri jhalak jo mil jaaye to
Tumse muhhabat ho gai hai