Laut Aaya Fir Koi Mausam Ki Tarah
Khulti Hain Yoon Man Ki Har Girah
Dharati Ne Fir Ghoom Ke Sooraj Uga Diya
Chidiya Ne Chonch Me Fir Tinka Utha Liya
Beeta Kal Chal Tub Hi Pichhe Chhod Ke
Ek Baar Fir Love All Bol De
Taaliyan Aur Gaaliyan Sab Mil Baant Len
Laga Len Use Gale - Bula Ke Pyar Se
Ek Baar Fir Love All Bol De
Aa Lout Aa Chal Fir Khelen Ham Saath Me
Khoye Khvaab Fir Ham Mil Dhundhen Aankh Me
Khoj Len Khoi Genden -Tute Balle Jod Len
Ek Baar Fir Love All Bol De