LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Shyama Teri Muraliya

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Shyama teri Muraliya jo
Baaje mai kho jaau
Shyama teri Muraliya jo
Baaje mai kho jaau
Chod ke saare dukh aur chinta
Chain se mai so jaau
Chain se mai so jaau
Shyama teri muraliya jo

Tera roop deewana karta hai
Kaano mei kundal jachta hai
Mera ye tan mann aur jeevan
Tere prem mei pagal lagta hai

Naam tera mai japte japte
Tujhmei hi mil jaau
Ek janam aisa ho ke
Mai bhi raadha ho jau

Shyama teri Muraliya jo
Baaje mai kho jaau
Shyama teri Muraliya jo
Baaje mai kho jaau
Chod ke saare dukh aur chinta
Chain se mai so jaau
Chain se mai so jaau

WRITERS

Shubham Agrawal

PUBLISHERS

Lyrics © Sony/ATV Music Publishing LLC

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other