LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Bayhadh (Original Score)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Khuwaish ki barish koi
Barsi hoi tou hai
Phir bhi meri zindagi
Tarsi hoi tou hai
Tu rahay ashna
Ya rahay ajnabi
Meri har saans hai
Tujhse bandi hoi

Chalty yeh qareeb
Jiye hum ya maray
Hona hi nahi hum ko juda
Magar ek dafa mujhe itna bata
Dil kaise joray toota hoa
Magar ek dafa mujhe itna bata
Dil kaise joray toota hoa

Dil hi mera dard hai
Tu hi mera dard hai
Doori se jo zard hai
Dharkay ga na tere bina
Dil hi mera dard hai
Tu hi mera dard hai
Doori se jo zard hai
Dharkay ga na tere bina

Tere bina

Milty nahi mila ussay ho kya gila
Kyu de mujhe saza mujhko meri wafa
Batain hain ankahi, khuwab hain an chuay
Hoth pyasay mere, pyasay rahay sada

Dil hi mera dard hai
Tu hi mera dard hai
Doori se jo zard hai
Dharkay ga na tere bina

Dil hi mera dard hai
Tu hi mera dard hai
Doori se jo zard hai
Dharkay ga na tere bina

Tere Bina

Tere Bina kya jeeyu
Kya hai disha mera
Main hun zameen teri
Tu asmaan mera
Yeh jo hai darmiyan
Door karde khala
Roshni de mujhe
Main hu bhuja hoa

Dil hi mera dard hai
Tu hi mera dard hai
Doori se jo zard hai
Dharkay ga na tere bina

Dil hi mera dard hai
Tu hi mera dard hai
Doori se jo zard hai
Dharkay ga na tere bina

Tere Bina..

PUBLISHERS

Lyrics © TUNECORE INC, TuneCore Inc.

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

From This Artist