Ho, dhoka mujhe yaar se mila
Yeh mila hai mujh ko sila
Haye, Dhoka mujhe yaar se mila
Ho, dhoka mujhe yaar se mila
Har taraf dekhu tanhayi..
Har taraf dekhu ruswayi..
Chora hai apno ne, ghairon ne, karke be-qaraar bhi
Har taraf dekhu tanhayi..
Har taraf dekhu ruswayi..
Chora hai apno ne, ghairon ne, karke be-qaraar bhi
Har koi aese mujhse rooth raha hai..
Saans ka dhaga jaise toot raha hai
Har koi aese mujhse rooth raha hai
Saans ka dhaga jaise toot raha hai..
Baandha tha bandhan kaisa
Yeh mila hai mujh ko sila
Haye, dhoka mujhe yaar se mila
Ho, dhoka mujhe yaar se mila
Ho, rog na janay kitne jhelay hain maine
Kisko bataou dukh jo dekhay hain maine
Rog na janay kitne jhelay hain maine
Kisko bataou dukh jo dekhay hain maine
Yeh mila hai mujh ko sila
Ho, Dhoka mujhe yar se mila
Yeh mila hai mujh ko sila
Haye, Dhoka mujhe yar se mila
Ho, Dhoka mujhe yar se mila
Har taraf dekhu tanhayi..
Har taraf dekhu ruswayi..
Chora hai apno ne, ghairon ne, karke be-qaraar bhi
Har taraf dekhu tanhayi..
Har taraf dekhu ruswayi..
Chora hai apno ne, ghairon ne, karke be-qaraar bhi