Pal mai tola pal mai maasha
Kabhi hai yeh teekhi teekhi
Kabhi tou mere aangan mai
Pholon se, rangon se, kaliyon se galiyan saj gayi
Kabhi tou mere daaman mai
Kaanton se, yaadon se, baaton se dunya raj gayi
Phir bhi dekho chill hai, chill hai, chill hai, chill hai dunya yeh meri

Fikaron ke parday phaar ke
Khushiyon ko jhap'pi maar ke
Kholo beta chaashni, haan chaashni tum apni baat se

Kabhi yeh lagay imli ki chatni si, meethay murab'by si pal pal zindagi
Kabhi yeh lagay laal hari cheeli si, ghur'rati billi si pal pal zindagi
Phir bhi dekho chill hai, chill hai, chill hai, chill hai dunya yeh meri
Phir bhi dekho chill hai, chill hai, chill hai, chill hai dunya yeh meri
Phir bhi dekho chill hai, chill hai, chill hai, chill hai dunya yeh meri
Phir bhi dekho chill hai, chill hai, chill hai, chill hai dunya yeh meri
Happy life's melodies so sweet, chill vibes makes your moments complete
Don't worry about tomorrow and let it be, cus moments are magically wild n free
Rishton ke bandhan, sapnon ki chaadar orh ke
Souru ko beta cher ke, haan beta cher ke kaghaz mai pyaar ke

Kabhi yeh lagay baisan ke laddu si, karwi si, thou thou si pal pal zindagi
Kabhi yeh lagay gajar ke halway si, ghussay ke jalway si pal pal zindagi
Phir bhi dekho, phir bhi dekho