LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Kabhi Alvida Naa Kehna

•

2006

Kabhi Alvida Naa Kehna Bonus Track

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Jitni thi khushiyaa
Sab kho chuki hai
Bas ek gham hai ki jaata nahi
Samjha ke dekha behla ke dekha
Dil hai ki chain isko aata nahi
Aarzoo hai ki hai angarai
Aag hai kab aankhon se behna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Rut aa rahi hai Rut jaa rahi hai
Dard ka mausam badla nahi
Rang yeh halka itna hai gehra
Sadiyon main hoga halka nahi
Halka nahi
Kaun jaane kya hona hai
Hum ko hai ab kya kya sehna

Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

WRITERS

LOY, ALKA YAGNIK, JAVED AKHTAR, SHANKAR EHSAAN, SONU NIGAM

PUBLISHERS

Lyrics © Sony/ATV Music Publishing LLC

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

More From This Album

Lyric cover art

Kabhi Alvida Naa Kehna

2006

01

Kabhi Alvida Naa Kehna

Alka Yagnik, Sonu Nigam

02

Mitwa

Caralisa Monteiro, Shafqat Amanat Ali, Shankar Mahadevan, Shankar-Ehsaan-Loy

03

Where's the Party Tonight

Loy Mendonsa, Shaan, Shankar Mahadevan, Shankar-Ehsaan-Loy, Vasundhara Das

04

Tumhi Dekho Naa

Alka Yagnik, Sonu Nigam

05

Mitwa

Caralisa Monteiro, Shafqat Amanat Ali, Shankar Mahadevan

06

Rock N Roll Soniye

Mahalakshmi Iyer, Shaan, Shankar Mahadevan

07

Farewell Trance (Instrumental)

Caralisa Monteiro, Shankar–Ehsaan–Loy, Shweta Pandit

From This Artist