LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Before you go

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Jaane se pehle tere kehna chahu baatein kaafi
Jaane khuda bhi kbhi maine muraadein na ki
Behti hai jannat mein par yahan naseeb hui kausar maine na socha tha kyunki aisi meri Kismat na thi
Jaan ke mann ye tujhe krna chahe dur nhi
Sukoon ke pal guzaaru saath hona mashoor nhi
Huzur aalam ye samjhaaye tumhe kaise ab
Mohabbat ki fiza mein hue chur badla dastur nahi
Talaash mein Chaaon ki kbse hu betha dhoop mein
Hai aadat krne ki sawaal khud se befizul ke
Rahega intezaar jaane pe bhi sadiyo tera
Milunga zarur beshak banke milu dhool main
Before you go wanna hold you closely
Before you go break that aadat jo roz ki
Before you know rakhu sar kandhe daainey pe
Rooh kare baatein do mukhalif khade aaine mein

WRITERS

Nikhil Sharma

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup Icon
Theme

None