Paisa toh bahut hai bahut hai bahut hai bahut hai bahut
Jebon se gir raha sambhala na jaa raha ruke na teri yeh growth
Paisa toh bahut hai bahut hai bahut hai bahut hai bahut
Jebon se gir raha sambhala na jaa raha ab ruke na teri yeh growth
Kar kaam tu reh ke full committed ho God ko submit bro
Woh kar dete sab theek bro
His stack is too thick bro
Never left you un—seen like your chick you always get two blue ticks bro
Jaari rakh tu grind apna mard bana toh jaane yeh
Jo tu na aurat bachcha ya kutta na toh pyaar dete
Teri keemat tab hogi jab tu kuch karega bro
Pyaar bhi tujhe tabhi milega jab tujhse mile pride
Nahi ki teri shamta tujhe nahi hai pata abhi bhi
Kar sakta zindagi teri tu khud badal sakta hai kabhi bhi
Paisa toh bahut hai bahut hai bahut hai bahut hai bahut
Jebon se gir raha sambhala na jaa raha ruke na teri yeh growth
Paisa toh bahut hai bahut hai bahut hai bahut hai bahut
Jebon se gir raha sambhala na jaa raha ruke na meri yeh growth
Un log ka pal kal tak tha
Kaali raatein ab guzri zindagi mein bhor aayega
Bhor aayega zindagi mein jo bhi tune khoya aaj tak
Zindagi teri tujhe de rahi ek nayi dastak
Karna jo hai kar le tu khona nahi ab tune waqt ab
Paisa toh bahut hai bahut hai bahut hai bahut hai bahut
Jebon se girta sambhala na jaata ruke na teri yeh growth
Paisa toh bahut hai bahut hai bahut hai bahut hai bahut
Jebon se girta sambhala na jaata ruke na teri yeh growth