LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Jaanam

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kyun ek kone mein baraste ho
Adhura khud ko kyun samajhte ho
Kagaz par tum har gum chupa kar
Saza Khudko dete ho

Kya hua agar kal gumsum tha
Khushiyon ne bhi tumhe thukraya aaj
Khuch der mere sung haslo aur
Keh do apne dil ki baat

Jaanam jab ho udas
Yaad rakhna main tumhare pas
Chal kar jayeinge
Tedhe medhe raston par saath

Hanskar bhi aanson na jab tham payein
Khoye sapne tumhe phir khayein
Us pal mere pass aakar mujhko
Lena gale se laga

Tere liye
Tere liye
Tere liye jaanam tere liye

Tere liye
Tere liye
Tere liye jaanam tere liye

Tere liye
Tere liye
Tere liye hun yahaan tere liye

Jaanam jab ho udas
Yaad rakhna main tumhare pas

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other