Ke mann mein aas hai yehi
Bhale ek baar hi sahi Thame yeh zindagi
Ke mann mein yehi aas hai
Jo yaadein dil ke pass hai
Samajh lena inhe kabhi Mila de zindagi
Jaise behti hai chanchal dhaara
Waisey machalti hasi teri
Lagti mujhay aankhein teri
Hai dhunde tujhko har kahi
Nigahon mein aaj bhi kahl.. Hai aas teri
Tu mohe sata na raat baar
In aankon mein neend aaye na
Bina tere O sajna Chain na milaa