Jab शायर aaya beta mic pe
Gir gir fir uthana seekhe aur
Shayad tabhi se hum psychic
Life me nahi ab koi bhi cycle
Tere liye tera dil aasman
To gana ye mera fir kite hai
Par ab 4 rahe bas saath mai, heat
Jo tujhe bhi hui mehsus, toh HUSH
Ha tumhe laga hum hai pheeke
Par meri चपेट jo pade tujhe
Ha marne se pehele dikhegi jannat
Dekhna baap ke pair ko chookhe
Baat kar mujhse, kya aya hisse,
Dhakke khaye na family chod ke
Vahi pe jaha se tune khaye dhoke
Toh future badal present jeeke
Cross kiya fir sab wo phases
Wo kehte the lagale notice
Shayar hai chef jo banata koshish
Tabhi baate kari maine sookhi rookhi
Log bole mujhe dukhi vukhi
Par ham late bas plus viti bass
Tera bass na kar paye control mera rage abhi
Saaf dikhne lage mujhe mere goals
Tabhi se kiya main holes ko skip
Aur कागज़ कलाम jab se dost bane
Toh words ne bola ki kar denge kill
Aur logo par dhyaan nhi diya mai khas par woh
Peechese karte the baat ki
Yeh chutiya कविता likhta hai ha
Toh andar hi rakhi woh aag
Aur baata nahi kisi ke sang nirasha
Kaato main परवरदिगार bhi saath toh fir
Manzil se hota tha raabta
Rakha nahi faasala वर्णों se
Bhaashaye hoti hai khubsurat
Par कष्ट kiu logo ko judane se