Par main toh wahi tha Main wahi tha Main wahi tha
Agar dhool mein toh har ek kan mein milunga
Aur main kuch bhi nahi to tere man mein milunga
Sangeet jodta hai mujhe brahmand se
Main mit bhi gaya toh tujhe Om mein milunga vaapas
Aasan jitna, tu jeet par cheekh le
Maza mushkile, aati tabhi haar ke seekhte
Kya milega kabar pe kalakaar ke poochhte shayar
Aasan shabdon mein kahoon yeh bazaar hai
Dil bechta hua wahaan ek kalakaar hai
Har roz woh sochta kharidega usse koi aur
Ghar jaa ke bol paaye maa meri pagaar le
Jhooti baat jod hi nahi paata
Saari baatein aapse kahi hain usne
Waha bas woh nazre jhukata
Main bhi toh unmein se ek
Bazaar wala kalakaar mujh mein bhi dekh
Baap ne kaha hai chhod de mosiqi mi
Par mai khud se bas kehta rahata yeh
Par main toh wahi tha Main wahi tha Main wahi tha
Main toh wahi par tha, aur main wahi par rahunga
Log bake gaaliyaan, main hans ke chalunga
Aasan karega sab, hasaata hua chehra aur
Jalte hue logon ko main bas dua dera
Saath main chalenge maalik se Rizwan tak toh
Todega zamaana par tu haar mat maan ab
Apne bhi kahenge ki chhod yeh sab
Par khud pe bharosa aur banana kamaal shaks
Umar 24 aur waqt dega dhokha
Kaam aur kala ke beech mein rakhenge paisa
Zimmedari ke taraf toh jhukna padega
Par kala ko kalakaar ke marne mat dena bas
Jabi Tootega Tab Bass Haar Mat Manna
Par main toh wahi tha Main wahi tha Main wahi tha