Ek aur saal bita ek aur chhuta dost
Ek aur ho raha afsos ek aur saal se main grow
Ek aur saal bita ek aur chhuta dost
Ek aur ho raha afsos ek aur saal se main grow
Peeche bandiyan aage bas mere dost close ones
Aasan zindagi zyada lena nahi maine load
Nashe nahi kaam zyada tabhi karu tod-phod
Kyunki 9 to 5 nahi hoon bro
Haalat ne di thi laat toh pehle bhaagi saakhi hai
Tabhi samjha pyaar-vyaar jo kuch hai paisa hi hai
Socha chhodu music kaam par lago kahin par
Tabhi call Dash ka aur bhai tabse saath hi hai
Jab gham bharte seene mein
Paise fekoon phir funny face
Family ka phir kam pressure
Phir se subah phir Mauritius
Haat uthake phir saath mein gayenge log