Tanha raahe hai or andhera ghana
Jane kiye the kitne waade
Teri wo baatein yaad aaye
Aa jao tham se gaye fasle
Tera mera rishta kyun gehra sa
Tere bina zindgi hai udaas
Tanha raahe hai or andhera ghana
Kis raaste chal diye ho tum
Lagaye baithi mai teri hi aas