Naam Chahat aur Punit Delhi 62
kare jo bhi hume karne do
jahan koi touch bhi na kar paay
success ke nashe me rehte high
rappers dekh hume karte hai cry
ek time tha esa main so nahi paata tha
likhta tha gaane or shayri banata tha
saara saara din main akele bitata
main apne halaat khud ko sunaata tha
jo haste mujh pe aaj wo bhi gehri soch me
midlleclass boy aaj highly approach me
kaise aage badha main hatters yhi sochte
but i done give a shit jab 100 kutte bhokte
aaj jo bhi hu main apne dum pe bana hu
mehnat or apne karm pe bana hu
ab har din har raat party hoti hati
oc blue ki jgh ab bacardi hoti h
lyfstyle ke saath pura seen kiya change hai
jeetu har ek baazi , yhi mera aim hai
ye game hai meri , jo baat ye the bolte
khade khade le li unki , muh bhi nhi kholte
ha bakchodi kam ki , dhyaan diya kaam pe
bajta hu main tabhi streaming platforms pe
machta hai har jgh shor mere naam pe
zameen pe rehkr juda main aasman se
baaki all is well , i feel like rancho
jisko jo bhi hai kehna wo kehn do
ye kal ke launde mujhe ky sikhayenge
7 saal hue mujhe is game me aaye bencho