LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Kya Karoon

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Haath tera mera haatho me jo aaye
Ke is naadaan dil ko ab kuch bhi na bhaye

Ke jitna bhi tum kaho
Ke jitna bhi me kahoon

Kam hi lagta hai
Kam hi lagta hai

Kya karoon
Kya karoon

Saare gaane ab tere liye likhte jau
Yuhi tujhko dekhu khud me hi sambhal jau

Tum kyu itne khaas ho
Kya karoon

Ankhein teri jaise mujhse kuch kehrhi hai
Baatein phir bhi kyu ye itni karna chahe

Ke jitna bhi ye dekhe
Ke jitna bhi ye kahein

Kam hi lagta hai
Kam hi lagta hai

Kya karoon
Kya karoon

Jab bhi tumse milu hasti hi rahu
Kya tum ek joker ho?

Kya karoon
Kya karoon
Kya karoon

WRITERS

Shivani Giri

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other