Chahke bhi poore na honge
Meri likhi nahi yeh kaahani
Jo likh rahi hai bina tumhare
Yeh daastan na rahe humare
Adhoore se hai ab raatein
Sataye har pal tumhari yaadein
Beete jo lamhe saath tere
Rehte hum in mein din bhar khoye
Chahke bhi poore na honge
Meri likhi nahi yeh kaahani
Jo likh rahi hai bina tumhare
Yeh daastan na rahe humare
Chahke bhi poore na honge
Meri likhi nahi yeh kaahani
Jo likh rahi hai bina tumhare
Yeh daastan na rahe humare
Adhoore se hai ab raatein
Sataye har pal tumhari yaadein
Beete jo lamhe saath tere
Rehte hum in mein din bhar khoye
Chahke bhi poore na honge
Meri likhi nahi yeh kaahani
Jo likh rahi hai bina tumhare
Yeh daastan na rahe humare
Rehte the hardam saath tere
Ab na chale tum raah mere
Likhi nahi main ne aisi kahani
Kya pata tujhe iss dil ki haalat
Karte the kitna tumse mohabat
Fikr tumhari sirf mujhe hai ab
Rehte the hardam saath tere
Ab na chale tum raah mere
Likhi nahi main ne aisi kahani
Kya pata tujhe iss dil ki haalat
Karte the kitna tumse mohabat
Fikr tumhari sirf mujhe hai ab