Jaane mere dil mein kaun hai basa
Khabar na hai ke hai yeh ehsaas kya
Agar dhundhu bhi toh yaar kis tarah
Mujhe na hai koi bhi andaaza
Chaahe dil, bas chaahe tera saath
Haatho mein tu de de haath
Saanson mein khayaalon mein bhi rahe
Tu hai aas paas toh saaz-e-dil bhi gaaye yeh
Nazrein mila tu najrein mila tu
Kuch keh du ya kuch na kahu tujhe
Jaane jaane kya kya ab chaahu khaas main
Main jahaan tu, rahu main bhi wahi
Mere paas tu, tere paas main
Saanson mein khayaalon mein bhi rahe
Tu hai aas paas toh saaz-e-dil bhi gaaye yeh