Kon kehta hai yaadein satati hain
Kon kehta hai dooriyan tadpati hain
Ishq ke dariya mein boond bankar jo gira
Toh mera vajood hi ishq tha naadira
Kon kehta hai ishq mein ek dard hai
Ishq hi toh ab mera humdard hai
Haqeeqat hai, naki sapna ye pyaar
Haqeeqat hai, naki sapna ye pyaar
Sapno se bhi badhkar isme junoon hai
Khwaabon se bhi zyada isme sukoon hai
Kon kehta hai yaadein satati hain
Kon kehta hai dooriyan tadpati hain
Ishq ke dariya mein boond bankar jo gira
Toh mera vajood hi ishq tha naadira
Kon kehta hai ishq mein ek dard hai
Ishq hi toh ab mera humdard hai
Yoon toh roshan thi hi meri zindagi
Poori ho gyi taaron ko chaand ki kami
Kon kehta hai yaadein satati hain
Kon kehta hai dooriyan tadpati hain