Tujhe dekhu na toh hoye na guzara mera
Mann bhara ni main dekhlu dobara zara
Neend aaye par aankhein hoye band naa
Beetein ab meri shaamein tere bin naa
Main shuru se toh kbhi bhi aisa nhi tha
Likhu aaj par shuru se toh main likhari ni tha
Najaane konsa nasha mujhe hogaya hai
Dil hi hai jaaga baaki bheja mera ye sogaya
Jo rota tha ye raatein raatein jaagke
Par ruka nhi, kanoon se inki baatein nikaalke
Jab chahiye tha koi mujhe saath mein
Thama tha mere haath mein
Main kitni bhi krlu tareef
Wo toh kam hi rahegi tere saamne aisi tu hai
Mann bhara ni main dekhlu dobara zara
Neend aaye par aankhein hoye band naa
Beetein ab meri shaamein tere bin naa
Main likhu na panna koi khali rahe
Har panne pe jo naam bas tera rahe
Tu saath ho toh dikhe kuch aur na
Tu dur hai toh sochta ye tujhe rahe
Tere chehra jo dekhlu jee bharke
Par kya hi kru tu hi bta jee bharta ni hai
Mann bhara ni main dekhlu dobara zara
Neend aaye par aankhein hoye band naa
Beetein ab meri shaamein tere bin naa