Kabhi mile jo tu, bataun main
Tere khaabon mein gum hoon
Kabhi mile jo tu, jataun main
Tujhe sunoon main har saaz mein
Phir aavaaz se bhi teri naaraazi kyun hai ?
Maana hai sab bas hai dhuan
Phir bhi raazon mein tere
Ladoon main tere sab khaabon se
Tere khayaalon ke jhokon se, savaalon se
Teri aarzoo se, tere sab naaton se
Ladta hoon yaadon se teri
Sunta hoon jab aahatien teri
Raahtein meri gum jaati hain
Ab bhi tere raazon ki goonj ki aahon mein main gum
Tu shaam ki tarah, yahaan rukti nahi
Jaane kyu jaldi phir se subah aa gayi
Ki kyun main kharch karu pahle phir kamaun khudko?
Meri barbaadi ke nazaare dekh fursat se
Tu mujhe samajh ya na samajh
Matt ki silwaton ko parakh
And I’m turning down compliments
Downplaying accomplishments
Tabhi karte ni baat ab hum
Kabhi mile jo tu, bataun main
Kere khaabon mein gum hoon
Kabhi mile jo tu, jataun main
Tujhe sunoon main har saaz mein
Phir aavaaz se bhi teri naaraazi kyun hai ?
Maana hai sab bas hai dhuan
Phir bhi raazon mein tere
Ladoon main tere sab khaabon se
Tere khayaalon ke jhokon se, savaalon se
Teri aarzoo se, tere sab naaton se
Ladta hoon yaadon se teri
Sunta hoon jab aahatien teri
Raahtein meri gum jaati hain
Ab bhi tere raazon ki goonj ki aahon mein main gum
WRITERS
Shrain, Dhawal Tripathi, Himanshu, Vivasvan Manasvi Vashisth