LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Chal Chalein

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Chal Chalein, Uss Jageh
Jahan Kisi Ka Na Darr Rahe
Ghar Rahe Chota Sa
Kehne Ko Magar Rahe

Ab Kahin Door Chalo
Jahan Kisi Ka Na Darr Ho
Ghar Bhi Ho Chota Sa
Kehne Ko Magar Ho


Tu Jo Mere Paas Hai
Har Lamha Ab Khaas Hai
Ho Khushi Ya Ho Ghum
Sab Mujhe Raas Hai
Sab Mujhe Ab Raas Hai
Tu Jo Mere Paas Hai, Paas Hai

Chal Chalein, Uss Jagah
Jahan Kisi Ka Na Darr Rahe
Ghar Rahe Chota Sa
Kehne Ko Magar Rahe
———————————————————————————————
Pal Do Pal Ki yeh Baat Hai
Waqt Kis Ke Saath Hai
Hain Abhi Kal Na Ho Hum
Dor Si Yeh Saans Hai
Dor Si Yeh Saans Hai
Pal Do Pal Ka Saath Hai
Chal Chalein, Uss Jagah
Jahan Kisi Ka Na Darr Rahe
Ghar Rahe Chota Sa
Kehne Ko Magar Rahe

WRITERS

WASEEM SALIM KAZI

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other