Yeh zameen fisal rahi hai
Keh rahi kya mujhe, aankhein ab teri?
Din—ba—din chāhaten meri badh rahi
Chupke se keh do na, mere ho tum
Halki se chhoo lo na, mere ho tum
Kho gayi hoon is jahaan se
Keh rahi kya mujhe, aankhein ab teri?
Din—ba—din chāhaten meri badh rahi
Chupke se keh do na, mere ho tum
Halki se chhoo lo na, mere ho tum
Chupke se keh do na, mere ho tum
Halki se chhoo lo na, mere ho tum