LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Do Kinaare From "Do Aur Do Pyaar"

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Do Kinaare Alag Huye
Aur Nadiyaan Kho Gayi
Do Kinaare Alag Huye
Aur Nadiyaan Kho Gayi
Kaun Leher Kis Boond Se
Kaun Leher Kis Boond Se
Jaane Kya Galti Ho Gayi
Do Kinaare Alag Huye
Aur Nadiyaan Kho Gayi

Chanda, Aasmaani Paglaa
Paani Par Kahaani Likhe
Bada, Samjhaaun Isko
Dil Toh Bus Naadaani Seekhe
Ek Bhor Jo
Donon Ke Beech Thi
Kis Raat Mein So Gayi
Do Kinaare Alag Huye
Aur Nadiyaan Kho Gayi

Kissa Kya Sunaaun Dil Ka
Shabdon Mein Na Maani Dikhe
Lamha Bewafa Hai Nikla
Baitha Donon Aankhein Meeche
Kissa Kya Sunaaun Dil Ka
Shabdon Mein Na Maani Dikhe
Lamha Bewafa Hai Nikla
Baitha Donon Aankhein Meeche
Ek Zindagi Jo Kabhi Jeeti Thi
Kyun Bejaan Si Hi Gayi
Do Kinaare Alag Huye
Aur Nadiyaan Kho Gayi

WRITERS

Ananya Purkayastha, Manoj Yadav, Abhishek Arora

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, Sony/ATV Music Publishing LLC

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other