LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Bohot Pyaar Karte Hai (Reprise)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Tum milogi yun mujhko
Socha na tha kabhi
Yun thamogi haath mera
Socha na tha kabhi

Mere dil ki deewaren bas
Tere rang ki hoti hain
Jabse laga dil tumse
Sang mere khushiyan hoti hain

Bahaut pyaar karte hain tumko sanam...(Two)
Jab tak rahenge,Tumhare hain hum..
Bohot pyaar karte hain tumko sanam...(Two)

Khwab kuch rangeen se ab mere neendon me palte hain
Hum tere ishq ki raahon par bas aakhen munde chalte hain

Tera mera rishta ye ek
sacchi kahani hai
Baki ye duniya lagta hai
Jaise bas aani jaani hai

Bohot pyaar karte hain tumko sanam...(Two)
Jab tak rahenge,Tumhare hain hum..
Bohot pyaar karte hain tumko sanam...(Two)

WRITERS

Aditya Chakravarty

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other