Ruk ja na jaa re, man ye tujhi se juda rey
Naa tum nibhate, naa hum nibhate,
simti padi dil mein baatein
Ruk jaa na jaa re, gumnaam ishq hua yeh,
Naina bichaaaye baithi hai saari,
patjhad si bikhri ye yaadein
Ye silsila sa kyu chal raha hai,
sama mei kohra sa ban raha hai
Ruk jaa na jaa re, khamosh karke na jaa re
Ruk jaa na jaa re, tere sahare,
jaati hai dil tak ye saasen
Sambhalte nahi bin unke sahare
Chupti nahi ye barso ki baatein
gully mein meri tu palke uthale jara
Nazar se mujhko teri apna is tarah
Gum na ho tham se jaye kahi yaha"