LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Akela Hi Sahi

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
ckela hi sahi toh kya
Karwaan toh hai mera
Saath kuch nahi toh kya
Saath mere hai khuda
Chhod aaye jo gali
Usse ab shikayatein nahi
Badli yeh haha zameen
Saath jab raha kuch nahi
ckela hi sahi toh kya
Karwaan toh hai mera
Saath kuch nahi toh kya
Saath mere hai khuda
Baatein kuch azeez thi
Dil ke jo qareeb thi
Maine kuch kaha nahi
cndar hi andar behti rahi
Raaz ki yeh baatein lafzon ko mili nahi
Badli yeh hawa zameen
Saath jab raha kuch nahi
ckela hi sahi toh kya
Karwaan toh hai mera
Saath kuch nahi toh kya
Saath mere hai khuda
Roz hota hai jo
Kyun main usko hone doon
Chhoti si hai zindagi
Kyu palon ko khone doon
Raaz ki yeh baatein lafzon ko mili nahi
Badli yeh hawa zameen
Saath jab raha kuch nahi
ckela hi sahi toh kya
Karwaan toh hai mera
Saath kuch nahi toh kya
Saath mere hai khuda

WRITERS

RAHUL SHAH, TRADITIONAL

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other