LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Alif

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Chithiyan Likh Likh Yaar Mannawa Te Yaar Na Howay Razzi
Rab Sohne Nu Arz Mein Paavan Te Dede Duniya Sari

Alif. Bus!

Nikal Para Mein Par Phelaaye
Thaak Gaya Hoon Dil Behlaaye

Aatish Lagi Aur Tishnagi Seena Yeh Mera Kyu Jalaaye
Alif.. Alif Bus Harf Nahi Yeh Zarf Hai Kamal Ka

Ibtada Jahan Ki Jawab Har Sawal Ka

Alif Bus!

Ishq-e-Awal Ko Duja Na Kar
Zaat Apni Ko Tu Pooja Na Kar

Mohabbatein Bandon Ko Day
Ishq Pay Haq Bas Alif Ka Bandeya

Alif Bus!

Toot'ta Hai Roz Dil Roz Joron Mein Isay
Basta Umeedo Ka Hai Roz Kholu Mein Isay

Ishq Bhi Hai Aur Nazar Aasman Par Hai Khari
Tujh Ko Paalun Ya Mein Apni Chor Do Yeh Zindagi

Rooh Ko Aazad Kar Jism Ko Sakoon Day
Qalandari Uraan Bhar Kya Howa Agar Par Nahi

Alif Bus..!

Pairon May Tere Zanjeerein Hain
Hum Ko Na Tum Mil Pao Gaye

Mere Muqadar Say Pocho
Aisay Juda Ho Jao Gaye

Dard He Kyu Sikha Raha Hai Kaisay Jetay Hai Zindagi
Dard Apna Dawa Samjh Tu Na Samjh Aisay Bebasi

Is Jahan Main Na Raha Ishq Sacha Jaan-e-Man
Bus Rahay Naam-e-Alif, Kar Liya Hai Zebtan

Alif Bus!

Chithian Lekh Lekh Yaar Mannawa Tay Yaar Na Howay Razi
Rab Sonay Nu Araz Mein Pawa Tay De Day Duniya Sari"

WRITERS

Shuja Haider

PUBLISHERS

Lyrics © Sentric Music, Audiam, Inc.

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other