Baanware tere bin main jiyun ke na jiyun
Jo hai mera usse apna kahun ke na kahun
Ab tuhi baata kiya karoon, kahaan jaun main
Tere jaisa koi kahaan se laun main, hmm
To aao na, hmm, baanware, oo
Baanware nayi manzil, nayi ye rahein hai
Baanware ajnaabi se logo ki bahein hai
Ro deti hoon main koi jo thame agar
Keh deti hoon main jo aaraha hai nazar
Tu bewaafa hua, to main khafa hua
Phir kyun tu rooh jaise tan mein utar gaaye
Lazmi kyun ban gaye ho yeh baata
Tishnagi kyun de gaye ho baanwara
Ab tuhi baata kiya karoon, kahaan jaun main
Tere jaisa koi kahaan se laun main, hmm"