Tu dekhti insaan mujhmein,
Tujhe dikhta nahi hai aur koi
Par pasand aata bhi ni aur koi
I've been getting all these likes
Jeena tere liye ive been craving for your smile now
Tere bina mera hota hi hai kuch ni
Tujhse baat ek second zindagi me dukh nahi
Par mai dhoondu teri raahein
Mera koi nahi koi nahi koi nahi
Aankhein kaali meri soyi nahi
Mai ab mai to hoon hi nahi
Neendein saari kho hi gayi
She'll be fine bas wahi sahi
Mai na fine toh koi nahi koi nahi
I just wanna see you smiling
I don't wanna hurt your feelings
Jee lu kahe bina feel this.