LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Khaali Panne (Intro)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kyun?
Kyun?
Hum na saath the phir bhi teri kami hai?
Kyun?
Kyun?
Pakde haath par in aankho me nami hai
Kyun?
Kyun?
Teri bina lagti khaali zindagi hai
Kyun?
Kyun?
Bas kuch pal aur phir toh milna bhi nahi hai

Bas kuch aur pal, aur phir toh milna bhi nahi
Murjhaa gaya ye phool, isne khilna bhi nahi
Main teri aankhon ki taareefon me raha tha itne din,
Ab kya karunga jab inhone dikhna hi nahi

Tu mere khaabon ki tarha
Tu meri baaton ki tarha
Tu hai ishaaro ki tarha
Tu hai bahaaro ki tarha
Tune dekha tha hum dono ko bas yaaro ki tarha
Mai hi paagal sochta deewaano ki tarha

Ab tu shaant hoke sunti hai diwaaro ki tarha
Ab nahi milenge hum dono kinaaro ki tarha
Ab main dhoondta rahu tujhe sitaaron ki tarha
Kyunki bhoolna na chaahun tujhko yaadon ki tarha

Kyun?
Kyun?
Hum na saath the phir bhi teri kami hai?
Kyun?
Kyun?
Pakde haath par in aankho me nami hai
Kyun?
Kyun?
Teri bina lagti khaali zindagi hai
Kyun?
Kyun?
Bas kuch pal aur phir toh milna bhi nahi hai

WRITERS

Shrey Verma

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other