LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Ae Khuda

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Dil to kehta hai
teri baahon mein
Jhoom loon
Paas tere aakey
tujhey khud mein
Piro loon
Par darr lagta hai waada yeh
Na nibhaa paaya toh
Tere paas mein aake tujhko na
Apnaaya toh
Main to banna chahata tha
Tera saccha humsafar
Par mere ishq ki inn lakeeron ne
Naa ki qadar
Ae khuda mere ae khuda
Mujhe jeene ki koi de wajah
Ae khuda mere ae khuda
Iss ghum ki baarish me de hansaa
Ae khuda mere ae khuda
Mujhe jeene ki koi de wajah
Ae khuda mere ae khuda
Iss ghum ki baarish me de hansaa
Kuch sochta hai bandaa
Kuch sochta hai khudaa
Kin raahon pe ab chalein hum
Jab manzil he laapata
Phir bhi tujhko paane ki
Hasrat dil mein hai
Kehta kya hai zamaana
Mujhko parwaah nahi hai
Tu nahi hai par
Teri yaadon ka hai basar
Teri bebasi
meri majburiyon ka asar
Ae khuda mere ae khuda
Mujhe jeene ki koi de wajah
Ae khuda mere ae khuda
Iss ghum ki baarish me de hansaa
Ae khuda mere ae khuda
Mujhe jeene ki koi de wajah
Ae khuda mere ae khuda
Iss ghum ki baarish me de hansaa
Teri ankhon mein dekhta tha
Zindagi mil jaati thi
Tu jo muskuraati thi toh
Khushiyan bikhar jaati thi
Zindagi ab bhi hai magar
Teri surat hai nahin
Tujhko he rabb maana tha
Par teri murat nahin
Waqt waise to har zakhm ko
Bhar kar chalta rahaa
Kuch nishaan na mitey bas
Waqt se meri sadaa
Ae khuda mere ae khuda
Mujhe jeene ki koi de wajah
Ae khuda mere ae khuda
Iss ghum ki baarish me de hansaa
Ae khuda mere ae khuda
Mujhe jeene ki koi de wajah
Ae khuda mere ae khuda
Iss ghum ki baarish me de hansaa
Aaaaaa haa
Dil to kehta hai
teri baahon mein
Jhoom loon jhoom loon
Jhoom loon

WRITERS

Sanket Vashisht, Sid King

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

From This Artist