LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Misty Mei Apka Swagat Hai

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Dear audience
Swagat hai aap sabka
Aaj hum aapko sikhayenge ki life mei ek leap kaise le
Because sometimes, you just have to take a leap of faith
Aaj aap yaha aaye, humei dekhne
Aapne ek leap li hai
Iss samay ko
Aapne apnaya hai
Aapko ye jaanke khushi hogi ki aapne aaj jo himmat dikhayi hai
Usse aap zindagi bhar tak nahi bhulenge
Aap kamzor nahi, aap nayab hai, aap mei ek shaitan hai
Jo apka sathi hai aur apka dushman bhi
Dariye nahi kyuki aap, ek shandar yatra ka anubhav lene ja rahe hai
Kya aap tayiyar hai? haan, aap tayiyar hai
Toh aayiye dosto, chalte hai, bhramaan ki saer karne!
Aur haan, like share aur subscribe karna na bhuliyega

WRITERS

Samarth Jain

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other