Ye aankhe bhi batati nahi hai
Kya titliya ye tere dil mai bhi ho rahi hai
Ye muskuraahatein magar chupati nahi hai
Intezar mera tu kr rahi hai
Ki huq se ek baar puch lu
Puchu kaise sharmila hu aise
Gulab du ya kuch kamaal du
Piche likh du, qitaab ke teri kisi
Oh meri jaana hai mera khazaana hai tu
Chhipa le chahe jitna naam
Oh meri jaana toh khud ko sataana hi kyu
Toh chal kahi bhi le chalu tujhe
Oh meri jaana, hai mera khazaana hai tu
Chhipa le chahe jitna naam
Oh meri jaana kabhi toh jataana bhi tu
Tha intezaar mera hi tujhe
Mai jaanta hu raazi tu bhi hai
Mai chhedta hu kyu magar tu bhi jaanti hai
Haan hu toh mai kuch nasamajh
Mai jeet lu jo meri baazi tu hi hai
Na hai sabak koi ye aankhe bhi jaanti hai
Ki tujhko shayari pasand hai
Likha hai kuch sunaata hu agar tu
Haqeeqaton mai aaja jaise
Riwaayaton se aa nibha bhi lu tujhe
Himaayaton se a nikal mai bepanah
Tu chodh na fiqar a tujhko kuch
Aankhe bhi batati nahi hai
Kya titliya ye tere dil mai bhi ho rahi hai
Ye muskuraahatein magar chupati nahi hai
Ki intezar mera tu kr rahi hai
Ki huq se ek baar puch lu
Oh meri jaana hai mera khazaana hai tu
Chhipa le chahe jitna naam
Oh meri jaana toh khud ko sataana hi kyu
Toh chal kahi bhi le chalu tujhe
Oh meri jaana, hai mera khazaana hai tu
Chhipa le chahe jitna naam
Oh meri jaana kabhi toh jataana bhi tu
Tha intezaar mera hi tujhe