Search for Songs, Artists & Albums
Add Song
Add Song
Tu Hai Mera
Siddharth patil
Vidushi
Lyrics
[Verse]
Kya aur yaadein banegi?
Kya tu aaegi? Yeh Pta nhi
Umeedo pe tikti hai duniya
Umeed yeh hai ke, Bas ki tu
Samjhegi ek din mujhko
Aur hoga yeh ehesaas ki
Mujhse jyada koi nhi hai
Jo rakh paayega tera khayaal
[Pre Chorus]
Jab tujhe khabar lage aajaana
Hu mai abhi vhi oo jaana
Chati hai tu mujko manana
Bas yeh keh dena mujhse ki
[Chorus]
Tu.. Tu hai mera
Tere saath me
Mujhko rehena hai sada…
Tujhe Bhi aati meri yaadein
Tujhe mera hona hai sada..
PUBLISHERS
Lyrics © IPRS
Share
See A Problem With Something?
Lyrics
Other