Mere yaadon me tu aayi jandi hai
Dil mera tu Churayi jandi hai
Neend ratan di udayi jandi hai
Mere dil ko sateyi jandi hai
Kabhi chalo mere sath chai pe , Man bhar gaya bas hi se

Meri Nani ne sunayi thi kahani jo, tujhse mai share karunga
Pahle se bhi thoda jyada mai, teri fir care karunga
Kabhi chalo mere sath chai pe , Man bhar gaya bas hi se
Kabhi chalo mere sath chai pe , Man bhar gaya bas hi se
Mere dil me jo hai mai tumko khulke bataunga
Tere dil ki bhi baaton ko mai , sunta hi jaunga, Sunta hi jaunga
Kabhi chalo mere sath chai pe , Man bhar gaya bas hi se
Kabhi chalo mere sath chai pe , Man bhar gaya bas hi se
Hi, bye , hi bye se man bhar sa gaya
Chalo mere sath chai pe ab dil kah raha
Kabhi chalo mere sath chai pe