Dhundli si raah pe tanha hun chala main
Rah-numa aawaaz teri mere liye
Ho zaruri jaise aks ko aaina
Jo tu hi nahi to main bhi kahan
Ye zameen aasmaan, mil rahe ho jahaan
Justuju mein teri chal du wahaan
Jo tere sang na jiya kya jiya
Jo tere sang na jiya kya jiya
Jo tere sang na jiya kya jiya
Jo tere sang na jiya kya jiya
Tere bin aur kya, mujh mein hai raha
Ab to laut aa, lauta de meri
Dhadkane de sada, aa bhi ja aa bhi ja